Andheron main bhatakna hai pareshani main rehna hai, Main jugnuu hoon mujhe ik shab ki veerani main rehna hai, Abhi kuch zabt ka yaara meri ankhon main baaqi hai, Abhi ashkon ko palkon ki nigehbaani main rehna hai, Jo manzar rubaru hai dekh luun ik baar jee bhar ke, Phir is ke baad to […]
↧