Utarin Ajib Roshaniyaan Raat Khvaab Mein Kya Kya Na Aks Tair Rahe The Saraab Mein Kab Se Hain Ek Harf Pe Nazaren Jamin Huin Vo Padh Rahaa Huun Jo Nahin Likkhaa Kitaab Mein Ek Yaad Hai Ki Chhiin Rahii Hai Labon Se Jaam Ek Aks Hai Ki Kaanp Rahaa Hai Sharaab Mein
↧